Na karo …

I feel like posting another self-composed one. A gazals this time:

अपने दीदार को मेरी आदत न करो
यूँ दीवानों-सी मेरी हालत न करो।

न जाओ सहर से पहले उठकर तुम
या मिलने की इनायत न करो।

मेरे दिल को संभलने की राह बतलाओ
या आँखों से यूँ शरारत न करो।

न पिलाओ आँखों से जाम भर-भर कर
या बहकने की शिकायत न करो।

मेरी मौत को मुकर्रर समझो
या मुझसे यूँ मोहब्बत न करो।

7 thoughts on “Na karo …

  1. Anonymous says:

    Hmmm…it seems ki mohabbat ho hi gayi hai aapko…..lavzon mein yeh dard yun hi nahin aata…

  2. Pratik says:

    निखिलेश जी, आपने बहुत ही बढिया ग़ज़ल लिखी है। आपकी काव्‍य-प्रतिभा से परिचित हो कर अच्‍छा लगा।

  3. @anon
    Hmmm … agar aapko itna vishwas hai ki hume mohabbat ho gayi hai, to aapko yeh bhi maloom hoga ki is post ke lyrics ka kya arth hai?

    @pratik
    धन्यवाद मित्र!

  4. Anonymous says:

    Arth samjhe hain hum ya nahin, yeh to pata nahin….par yeh zaroor kah sakte hain ki mohabbat baatne se badhti hai…dil mein chupaye rehne se to sirf dard hi badhta hai…

  5. dard badha hai … sahi hai … tabhi gazal nikalti hai … dard kuchh waqt tak badhana zaroori hai mohabbat mein … kyon kya khayal hai?

  6. Anonymous says:

    Dard utna hi badhaiye ki woh mohabbat ko hawa de…kahin aisa na ho ki woh mohabbat ki jalti hui shama ko hi bujha de…

  7. Rahul says:

    Proud to be knowing you, Sir. Bahut khoob!

Leave a Reply to Pratik Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *