मनाना चाहता है तो मान ले,
त्योहार का दिन आज ही होगा।
उमंगे यूँ अकारण ही नही उठती,
न अनदेखे इशारों पर कभी यूँ नाचता है मन,
खुले-से लग रहे हैं द्वार मन्दिर के,
बढ़ा पग मूर्ती के शृंगार का दिन आज ही होगा।
मनाना चाहता है तो मान ले,
त्योहार का दिन आज ही होगा।
Added the entire poem here: http://blog.ghushe.com/2006/07/10/aaj-fir-hoga/
Nikhil,
Tripti ne fwd kiya tha tumhara blog, aaj ka addha din nikal gaya. Bahut acchi collection hai. and this one is my favorite one too.
Aachnak shithil bandhan ho raha hai aaj
Mokhasann badi man Kisi ki ho
Kahi koi bhgirath sadhana puri hui hogi,
Kisi bhgirath ki bhumi par aavatar ka din
Aaj hi hoga
good job
keep it up.
baccha bahut bada ho gaya hai:) Looking forward to meet you some time.
Best wishes
Rashmi.
OMG!! Feels amazing to get this comment… khaskar ‘bachha bada ho gaya hai’ 🙂
Aur haan Hindi poetry hi ek cheez hai jo Dilli se yahan tak carry ki hai… baki to bahut kucch chhoot gaya hai.. aur aapko yaad hai yeh poem… NCERT 9th and 10th me thi shayad.. right?
Aur bahut sari batein karni hai aapse.. arsa ho gaya khabar liye hue… aur time pass kiye hue bhi 🙂
Kisidin ek bada Yahoo conference marte hain milkar aapke saath, tripti, mai, dada..