Sukhan

Urdu for Expression

Aaj hi hoga


मनाना चाहता है तो मान ले,
त्योहार का दिन आज ही होगा।

उमंगे यूँ अकारण ही नही उठती,
न अनदेखे इशारों पर कभी यूँ नाचता है मन,
खुले-से लग रहे हैं द्वार मन्दिर के,
बढ़ा पग मूर्ती के शृंगार का दिन आज ही होगा।
मनाना चाहता है तो मान ले,
त्योहार का दिन आज ही होगा।

Filed under: Gazal and Poetry, Sukhan — nikhilesh.ghushe at 6:57 pm on Saturday, March 25, 2006

3 Comments »

303

Comment by Rashmi

April 18, 2006 @ 9:15 pm

Nikhil,
Tripti ne fwd kiya tha tumhara blog, aaj ka addha din nikal gaya. Bahut acchi collection hai. and this one is my favorite one too.

Aachnak shithil bandhan ho raha hai aaj
Mokhasann badi man Kisi ki ho
Kahi koi bhgirath sadhana puri hui hogi,
Kisi bhgirath ki bhumi par aavatar ka din
Aaj hi hoga

good job
keep it up.
baccha bahut bada ho gaya hai:) Looking forward to meet you some time.
Best wishes
Rashmi.

304

Comment by Nikhilesh Ghushe

April 19, 2006 @ 12:40 am

OMG!! Feels amazing to get this comment… khaskar ‘bachha bada ho gaya hai’ :)

Aur haan Hindi poetry hi ek cheez hai jo Dilli se yahan tak carry ki hai… baki to bahut kucch chhoot gaya hai.. aur aapko yaad hai yeh poem… NCERT 9th and 10th me thi shayad.. right?

Aur bahut sari batein karni hai aapse.. arsa ho gaya khabar liye hue… aur time pass kiye hue bhi :)

Kisidin ek bada Yahoo conference marte hain milkar aapke saath, tripti, mai, dada..

305

Comment by Nikhilesh Ghushe

July 10, 2006 @ 10:56 pm

this is just to note here that I’ve posted the entire poem here:

http://sukhan.blogspot.com/2006/07/aaj-fir-hoga.html

RSS feed for comments on this post. TrackBack URI

Leave a comment

XHTML: You can use these tags: <a href="" title=""> <abbr title=""> <acronym title=""> <b> <blockquote cite=""> <code> <em> <i> <strike> <strong>